![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Salam To Each One
|
|
#2
|
|||
|
|||
|
tu ne batil ko mitta diaa ahmad raza......
pata nahi yahan koon sa batil muraad hy wese Alahazrat jesi hasti ho oor un ki Seerat logon k samne na bayan ki jaye ye tu bhoot barra Zulm ho ga iss Liye INSHALLAH iss Forum Par bohot jald janab Alahazrat ki Seerat k Hawale se Aik Thread pesh kiaa jaye ga... |
|
#3
|
|||
|
|||
|
salam to each one
waisay sudes bhai mai nai jitni study ki hai aaqeeday k hawaly say to agar sahi bath ki jay to mujay maslakay ahlasunnat wal jammat acha laga hai isi liya mai b is maslak k haq mai hon waisay hamaray ha( afghanistan ) mai ye nahi k wo barilvi hai ,deobandi hai ,falan falan , but mujay yaha par in k aqeeday say muhabbat hai ha jis din aap nai waki mai qail kar diya to phir zaroor sochonga q k in k ha mai nai muhabbat hi muhabbat dheki hai wo har bath mai ALLAH aor us k RASOOL ki bath kartay hai aor aap sirf ALLAH ki agar sirf ALLAH hi kafi hota to phir kalmay mai MUHAMMAD q????????? if i m wrong so plz ..................... islah farmay thx w.salam |
|
#4
|
|||
|
|||
|
ye iss waja se hy ku k aap ne aaj tak sirf onhi ka point of view suna hy,
Oor janab agar waqe hi nabi saw se mohabat hy tu iss ka saboot bhi tu pesh karo ??? Ham barelwion ki tarah sirf mohabat k dawe nahi karte bal'k Mohabat ka practical mozahira bhi karte hen, aap ne kaha aap ne tuheed par bhoot kitaben parrhi lakin mara khayal hy k aap ne sirf aik khaas maktaba fikar ki kitaben parri hen isi liye jab bhi ham aap se koi sawaal pochte hen aap chip ho jate ho, Aap TOHEED par zara ye Book bhi Mulahiza kijye oor Tasub Oor Firqawariat se balatar ho kar book parrhye ga agar iss k baad bhi aap ko apna point of view h theek lage tu Fine .... http://itdunya.com/showthread.php?t=133508 Oor janab ye bhi aap ki ghalat fehmi hy k Ham K ham Sirf Allah ko mante hen, Janab Allah ko man'ne k liye tu oss k nabi man'na zaroor hy oss k bagher Allah ko mana hi nahi ja sakta bs ham main Oor aap main itna farq hy k aap Allah ki Zaat, Sifaat oor Ibadaat waghera main Nabi saw ko shareek kar k ise mohabat ka naam dete ho lakin Ham Allah k sath kisi ko shareek thrrane ko Aik azeem zulm samajhte hen Oor yahi hamara qasoor hy jis ki waja se ham par GUSTAKh hone ka fatwa bhi lagta hy.... |
| The Following User Says Thank You to sudes_102 For This Useful Post: | ||
erd43 (26th December 2009) | ||
|
#5
|
|||
|
|||
|
Quote:
|
|
#6
|
|||
|
|||
|
waisy jo shakhs Madeena Mein ja kr Ahle Sunnat Wa Aljamat k akabren(M Qasim Nanotvi, M Rashid Gangohe etc) pr jhooty bohtan lagaay wo chooty hazrat to nhn ho skty aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaa
la hazrat hi ho skty hain |
|
#7
|
|||
|
|||
![]() Imam-e-Ahlasunnat ka maslak wohi maslak ha jo sahaba-e-karam..or bozorgan-e-deen ka maslak ha......or...is maslak-e-haq ahla sunnat ka haq hona ki daleel sirf yahi kafi ha ka.............Hum Allah..or..Allah waloon sa behaad muhabbat rakhta hen or Allah waloon sa nisbat rakhna wali harcheez ki dil-o-jan sa ezzat karta hen....humara yahan zarra barabar be-adabi nahi mila gi insahallah..................Islam sar-e-ka sara ADAB hi ha.
|
|
#8
|
|||
|
|||
|
Quote:
|
|
#9
|
|||
|
|||
|
janab...sab baten chooren ya batayen ka islam ma kasi bhi mazhab ka bozorgon ko bora bhala kahna jaiz ha ya nahi?? bcz imam-e-ahlasunnat ka manqabat ka reply ma yahan log kitni beadabi kar raha hen,,,,,second ya bat duna par azhar-minash-shams ha ka dawateislami na sirf muhabbat ka dava zaban ki nook sa nahi kara balka...is sa wabasta bacha bacha ko chalta phirta sunnnaton ka mirror bana diya ha....or Alhamdulillah is ka pegam dunya ka 63 countries ma pohonch choka ha.
apka liya mashwara ha ka....ikhtilaf-e-rai rakhna app ka haq ha par...mukhalfat karna bad akhlaqi ha. |
|
#10
|
|||
|
|||
|
Thanks for sharing
|
|
#11
|
|||
|
|||
|
Very Nice ...masha Allah...
Quote:
wase in ki Oqat aap apnahyderabad forum par dekh sakte hen.. Islamic forum main ja kar.... ![]() in logo k pass koi jawab nahi hota... |
|
#12
|
|||
|
|||
|
salam
bhoooooooooooooooooooooooot mazrat k sath jis sab nay b yaha par m nanotiv and dosray sab ka jo zikar kia intihai afsoos say kihna par raha hai k aisay logo ka to zikar b na karay jo apni kitaboo mai ghustakhana andaz mai islam ki tableegh kartay ho mai misal day k samjana chahonga aap apnay baap ki olad ho aap apnay maan k shohar ki olad ho dono bateen sahi hai lakin 2sri bath adab k khilaf hai aor mai yahi aap ko samja raha hon k bath sahi karna theek lakin adab k dairay mai warna wo b ghalat jo aap nai sahi kaha hai. aap aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaala hazrat kahay ya sirf ALA HAZRAT IMAM AHLESUNNAT kahay ,un ki aik aisi kitab ya koi jumla jo adab k khilaf ho to zaroor dunya ko dikahye ga warna plz plz plz logo ko gumrah karna choor dijye aap ki bari meharbani salam |
![]() |
| Bookmarks |
(View-All)
Members who have read this thread in the last 15 days : 0
|
|
| There are no names to display. |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| fardosay aala | ABDULLAH. | Sunnat aur Hadees | 2 | 15th July 2010 06:55 AM |
| manqabat | Gulshan e attar | Hamd-o-Naat | 6 | 8th February 2010 05:19 PM |
| Manqabat Gos-e-Azam | kararahim | Hamd-o-Naat | 6 | 7th February 2010 09:12 PM |
| ..~~!!Manqabat Haji Muhammad Bilal Attari!!~~.. | FRS. Is Back | Videos | 4 | 30th December 2009 11:12 AM |
| Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan | abdulhafeezbutt | Islam | 0 | 13th August 2009 11:55 AM |