Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 15

Thread: Kiai Ki Madad Karna

  1. #1
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default Kiai Ki Madad Karna

    (*)
    Attached Images Attached Images  
    ..

  2. #2
    Join Date
    20 May 2006
    Location
    North Nazimabad , Karachi
    Age
    41
    Gender
    Male
    Posts
    894
    Threads
    70
    Credits
    1,467
    Thanked
    5

    Default

    Subhan Allah Bahi Bhot Umdda

    Theq Farmia App Nay Nice Sharing

  3. #3
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Cool




  4. #4
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Thanked
    0

    Default

    MADAD KARNAY WALA TO ALLAH HAY!!! HUM KISI KI KAISAY MADAD KAR SAKTAY HAIN!!!!! is qism k threads to bharay paray hain.. yahan..

  5. #5
    sunny_prince is offline Senior Member+
    Last Online
    20th May 2009 @ 10:06 PM
    Join Date
    02 Nov 2006
    Posts
    473
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    madad do tarah ki hoti hai
    1)MATEHAT-UL-ASBAB
    2)MAFOOQ-UL-ASBAB


    MATEHAT-UL-ASBAB madad woh hoti hai jo kay banday say jaiz hai jaisay kay HAZRAT MUSA A.S nay (jaisa kay QURAN main hai) wapis aanay kay baad apni qoum say madad mangi.
    ya yeh kay kisi nay kisi banday ko kaha yaar mujhay fulaan cheez utha kar de do
    ya koi kaam karnay main meri madad farma do.
    yanay yeh kay jo aik generalized form main ho.
    aisi madad ko ham kehtay hain MATEHET-UL-ASBAB
    q k hum jante hain kay woh banda bhi agar humain koi cheez utha kar de raha hai to baza t-e- khud nahi de raha balkay us main ALLAH ki marzi shamil hai
    aisi surat main woh banda bazahir to humari madad kar raha hai
    likin asal main ALLAH us banday kay matehat hamari madad karwa raha hota hai
    NO. 2 IS MAFOOQ-UL-ASBAB yanay yeh kay har cheez say bala tar
    baghair kisi sabab kay direct ALLAH say hi madad maangi jaye
    jaisay "beemari main shifa denay ki", ya " apni koi khuaahish poori karnay ki" , is tarah ki help sitf or sirf ALLAH hi say mangi jaain
    q k inka ikhtiaar ALLAH nay kisi ko nahi diya balkay apnay pass hi rakha hai
    jahaan tak bhai aap nay HAZRATE ALI UL MURTAZA R.A ki baat ki
    to khud aap ki baat say hi pata chalta hai kay woh madad MATEHAT-UL-ASBAB thi na kay MAFOOQ-UL-ASBAB. is liye yeh jo SIRF YA ALLAH MADAD ka naara lagaya jaata hai woh asal main isi nazarye kai paish-e-nazar hota hai janaab.

  6. #6
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default n

    Quote love4all said: View Post
    Subhan Allah Bahi Bhot Umdda

    Theq Farmia App Nay Nice Sharing
    shukreya janab thank u

  7. #7
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default n

    Quote Doctor said: View Post


    shukreya janab thank u

  8. #8
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default n

    Quote shahsaeein said: View Post
    MADAD KARNAY WALA TO ALLAH HAY!!! HUM KISI KI KAISAY MADAD KAR SAKTAY HAIN!!!!! is qism k threads to bharay paray hain.. yahan..

    ji haan janab aap ny belkul theek kaha hai k madad karny wali zat to seraf ALLAH TALA ki hai jo sam ka palny wala hai laken janab ALLAH TALA jo bi madad karta hai kisi insan ko wasela banata hai umeed hai aap ko samaj aagi ho gi ager kohi baat bori lagi ho to sorry

  9. #9
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default n

    Quote sunny_prince said: View Post
    madad do tarah ki hoti hai
    1)MATEHAT-UL-ASBAB
    2)MAFOOQ-UL-ASBAB


    MATEHAT-UL-ASBAB madad woh hoti hai jo kay banday say jaiz hai jaisay kay HAZRAT MUSA A.S nay (jaisa kay QURAN main hai) wapis aanay kay baad apni qoum say madad mangi.
    ya yeh kay kisi nay kisi banday ko kaha yaar mujhay fulaan cheez utha kar de do
    ya koi kaam karnay main meri madad farma do.
    yanay yeh kay jo aik generalized form main ho.
    aisi madad ko ham kehtay hain MATEHET-UL-ASBAB
    q k hum jante hain kay woh banda bhi agar humain koi cheez utha kar de raha hai to baza t-e- khud nahi de raha balkay us main ALLAH ki marzi shamil hai
    aisi surat main woh banda bazahir to humari madad kar raha hai
    likin asal main ALLAH us banday kay matehat hamari madad karwa raha hota hai
    NO. 2 IS MAFOOQ-UL-ASBAB yanay yeh kay har cheez say bala tar
    baghair kisi sabab kay direct ALLAH say hi madad maangi jaye
    jaisay "beemari main shifa denay ki", ya " apni koi khuaahish poori karnay ki" , is tarah ki help sitf or sirf ALLAH hi say mangi jaain
    q k inka ikhtiaar ALLAH nay kisi ko nahi diya balkay apnay pass hi rakha hai
    jahaan tak bhai aap nay HAZRATE ALI UL MURTAZA R.A ki baat ki
    to khud aap ki baat say hi pata chalta hai kay woh madad MATEHAT-UL-ASBAB thi na kay MAFOOQ-UL-ASBAB. is liye yeh jo SIRF YA ALLAH MADAD ka naara lagaya jaata hai woh asal main isi nazarye kai paish-e-nazar hota hai janaab.

    thank u janab

  10. #10
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Janaab hum to hain hi waseelay k Qail!! baghier waseelay k to Allah nay Nabi tak Wahi nahin pohunchayi..
    Mera maqsad sirf yeh tha k.. kutch log yahan is thread per tareef kar rahay hain aap ki.. or jahan waseelay ki mukhalfat ki gayi hay.. wahan bhi tareef kar rahay hain.. Allah hi samajh sakta hay aisay doglay logon ko...
    Khush rahiye.. Mera aap say ikhtilaf nahin hay..

  11. #11
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote phototech81 said: View Post
    ji haan janab aap ny belkul theek kaha hai k madad karny wali zat to seraf ALLAH TALA ki hai jo sam ka palny wala hai laken janab ALLAH TALA jo bi madad karta hai kisi insan ko wasela banata hai umeed hai aap ko samaj aagi ho gi ager kohi baat bori lagi ho to sorry
    Janaab hum to hain hi waseelay k Qail!! baghier waseelay k to Allah nay Nabi tak Wahi nahin pohunchayi..
    Mera maqsad sirf yeh tha k.. kutch log yahan is thread per tareef kar rahay hain aap ki.. or jahan waseelay ki mukhalfat ki gayi hay.. wahan bhi tareef kar rahay hain.. Allah hi samajh sakta hay aisay doglay logon ko...
    Khush rahiye.. Mera aap say kisi qism ka koi ikhtilaf nahin hay..

  12. #12
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Jazakallah Khair.....Nice Sharing

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. <¤¤¤Preshan Hall ki Madad karna¤¤¤>
    By Niaz Bozdar in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 11
    Last Post: 20th May 2015, 03:01 PM
  2. <<<Preshan Hall ki madad karna>>>
    By Niaz Bozdar in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 6
    Last Post: 15th July 2014, 11:17 AM
  3. Solved please madad kardein background change karna hai
    By interesting in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 7
    Last Post: 13th July 2012, 08:10 PM
  4. Meri madad zaror karna
    By lyarian in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 8
    Last Post: 28th December 2009, 05:01 PM
  5. Plz Sir Meri Madad Karna
    By the_ladi_killer in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 11th October 2008, 02:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •