aik aorat aik qabar per khari thi kse ne us se pocha as me ap ka kon dafan hy tus aorat ne kaha yeh qabar mere abu ki hy as me dafan mera beta hy
agar yeh bahir huta tu mera shohar huta
have any idea
aik aorat aik qabar per khari thi kse ne us se pocha as me ap ka kon dafan hy tus aorat ne kaha yeh qabar mere abu ki hy as me dafan mera beta hy
agar yeh bahir huta tu mera shohar huta
have any idea
kafi critical sawal hay. no idea yet.
Simple
is k Father ki Halat kharb thi un ki death honay wali thi to is k father nay 1 shekhs say is ki mangni karwadi, badnasebi is k Father to nahi mary lakeen is ka Mangeatar marr gaya....
marnay wala us ka Mangatar tha . agar zinda hota to shadi hoti or Shor hota
laken marnay k bad us nay us k Baytay(son) say Shadi kar li
but give true answer
yar sir phiranay wala question he, kafi dosto ne poocha par jis ne poocha usko khud uska jawab pata nahi ha
Nai Pata
tough
Maine Bhi Puch Mujhe Jawaab Nahi Mila
i think mera jawab darust hay
zara Samjh kar jawab parhin
Simple
is k Father ki Halat kharb thi un ki death honay wali thi to is k father nay 1 shekhs say is ki mangni karwadi ( yad rahy jis say mangni howi thi who alrady shadi shuda tha or us ka 1 jawan beta bhi tha), badnasebi is k Father to nahi mary lakeen is ka Mangeatar marr gaya....
marnay wala us ka Mangatar tha . agar zinda hota to shadi hoti or Shor hota
laken marnay k bad us nay us k Baytay(son) say Shadi kar li
Ab ap ko samjh nahi ata to mein kaya kar sakta hun
as u like
any way is sawal ka ansor mein nay 3 sall pahly apny 1 friend ko day deya tha tabhi mujhy abhi tak yad hay is ka Jawab
Bookmarks