Koi aisa apk software jo usb k fake ya orignal hone ka btae
Sent from my SM-J700H using Tapatalk
Koi aisa apk software jo usb k fake ya orignal hone ka btae
Sent from my SM-J700H using Tapatalk
Koi bhi USB fake ya Orginal nahin hoti... China Made ya Company made hoti ha. Just computer main USB ki properties main ja kar dekho . Agar company ka name ha to OK ha aor agar Generic USB ka alfaaz aa raha hain to USB China made ha...
2. USB ki speed matter karti ha woh dekhain ... Aachi speed wali USB khareedain..
bht achy bahai
pata nahi
Bookmarks