Maray pyaray bhaioon aur Behnooon ap ko meri tarf se Eid ul Adha bohat bohat mubarak ho . iss Waba ki ghari main hum ne ihtiat baratni hay q k jo bhi ihtiyat nai karay ga usay nuqsaan pohnch sakta hay so please apnay ap ka aur family ka bohat sara khyal rakain . Allah paak hum sab ko apnay hifzoon amaan main rakhay . Ameen

Maryam Kiani