Assalam Alaikum dostoun ..

Maine kuch arsay pehle Win xp or win 7 ki choti si aik networking ki thi router ki maddad say......Aur Home network banay a tha..

AB MALOOM YAI KARNA HAI K JAB MAIN

Windows Xp kay sharing folders win 7 main daikhta houn toa Woa show ho rahay hotay hain or data bhi share kar rahay hotay hain. MAGAR Jab main win 7 ka share kia hua folder win xp main daikhna chahata houn ya us win 7 walay pc main access karna chahata houn to woa koi USER NAME OR PASSWORD mangta ha....

Hallankay meri win 7 main koi admin ya login password nahi..phir main wahan par kia login or password use karoun...

Aap tamam logoun say request hai k is silsilay main kuch madad kardain.....
shukria....