mery pass nokia 6120 c hai jub main koi video convert kar k us main play karta hon to us k upper aur lower black bar aa jati hai , pc main to remove ho jati hai setting say par mobile main kaisay karty hain, convert kartay howay frame rate chang klar k daikha par masla hul nahi howa , plz koi bta skta? converter mery pass any video convert hain, waiting ...............