Assalamalikum
Html
html=Hpyer text markup language
html ka bunyadi maksad aik webpage banana hota hai..
html ki coding "notepad" main kartay hain or is ko ".html" ki extension say folder main save kartay hain..

<> opening tag
</> closing tag

html main sab say pehlay title likhtay hain
<Html>
<Title>
My first homepage
</Title>
</Html>


Heading


html main Heading kay 6 Level hotay hain

<h1> my text </h1>
<h2> my text </h2>
<h3> my text </h3>
<h4> my text </h4>
<h5> my text </h5>
</h6> my text </h6>


Bold


text ko bold kernay key leye <b> </b> ka tag istamal karain gay..
<b> my first homepage </b>


underline


text ko underline kernay key leye ham <u></u> istamal karain gay
<u> text </u>

BR
is ka matlab line ko break kerna hota hai..ham jahan text kay sath br lagaian gay vohan say doosra text jo likhian gay woh agli line say shuru hoo jaye ga

<br>
</br>

mail
Kis bhi web page per mail address rakhnay kay liay


<a href ="mailto:abcdef*************">


Soory Guys N Girls main nay yeh thread is lay lagai hay keh ap ka HTML coure rokay na main is ko urdu main bana raha hoon jab tak app is say guzara karin JANNAKASH nay kaha tha keh us ka data lost ho gaya hay is lay main nay yeh roman urdu main thread day hay plz dont mind jesay hi woh ayy ga then app ka coure again urdu main start ho jay ga thnkx