HAZRAT Ali(A.S) :
1) Insaan Apni Toheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta!
2) Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Bal'k Gir K Sanbhal Jaana Kamaal Hai.!


HAZRAT Ali(A.S) :
"Jiska raabita
khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota"

"Naakaam wo
hota hai Jiski
umeedein
duniya se
waabasta hon"


HAZRAT Ali(A.S) :
''Do tarah se cheezen dekhne me Chotti nazar aati hein"

Ek dooor se..,

or

Doosra gharoor se..."

HAZRAT Ali(A.S) :
Apne dushman ko hazaar mouqay do k woh tumhara dost ban jaye...
Lekin...
Apne dost ko aik bhi mouqa na do k woh tumhara dushman ban jaye.


HAZRAT Ali(A.S) :
Mein baron ki izzat is liye krta hun k unki nekiyaan mujse zaida hen or choton se pyar is liye krta hun k un k gunah mujse kam hen"


HAZRAT Ali(A.S) :
LOGOO ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo TUMHAY MUAAF karega.

HAZRAT Ali(A.S) :
"Jab main
dastar khuaan par
2 rang k
khane dekhta hoon,
to
Laraz jata hoon!
k
Aaj phir kisi ka haq mara gaya hay"




HAZRAT Ali(A.S) :
"Khush mizaji hamesha khoobsurti ki kami ko poora kr deti hai,

Laykin
Khoobsurti khush mizaji ki kami ko poora nahi kr sakti "


HAZRAT Ali(A.S) :
"Jis shakhs k ache DOST hon,
woh kabhi ghareeb nahi hota"


HAZRAT Ali(A.S) :
Agar tum Mout ki Raftar ko Daikh Laity to tum Zaroor Ummeedo'n Or Umango'n Sy Nafrat krty Or hrgiz in Me Maghroor Na hoty