Hain dafan mujh mein meri kitni raunaqen mat puoch !

Ujar ujar k jo basta raha wo shehr hoon main.


Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Faraz,

Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair....!