فیصل آباد میں پولیس نے نشئیوں کی سرِعام چھترول کر دی
فیصل آباد میں پولیس نے نشئیوں کی سرِعام چھترول کر دی
Last edited by *MALIK*; 10th September 2011 at 09:16 PM.
0o0o0o0oo0o0pppssss
very dangerous to see.
wasa bhai mera khial main toh in police walon na toh mazak bana lia hai,balka abb to hummara pora mushara bahis ho gia hai,chalain thek hai kah ya log bhi koi naki ka kaam nahi ker raha tha,or asa logon ko zaroor saza milni chahia,but yeh bhi to koi tarika nahi ka bhara bazar main show off kerna ka lia logon ko janwaron ki tarah pita jia,yeh log chahaa police wale hon,wakel hon,ustaad hon,docters hon,wada ka mulazmeen hon sab na yeh aik mazak bana lia hai,isi waja sa to sialkot ka wakia hua,mujha nahi pata ka wo qasoor war tha ya masoom lakin kia wo insaniat thi,jo un logon na un ka sath kia,yeh nahi socha ka bacoon pe us ka kia asar para ga,her koi kud NaaouzabilAllah kud kuda bana hua hai.
koi pochna wala jo nahi hai,sab sa bara mujrim to yeh kud hain or government hai.
plzzzzzzzzz meri app sa request hai keh in ko ahsas dilana ho ga keh hamain yeh pasand nahi,yeh insaaf nahi darindagi hai.plzzzz in ko yeh batana ho ga keh bus karain kab tak yeh logg islam ka or humara mulk ka mazak urwata rahain ga,or dusroon ko entertanment faraham kerta rahain ga,busss ker dain......
Express news.
Har chithar par nazar..........!
What Is This?
اللہ معاف فرمائیں۔ ایسی قانون کے رکھوالے۔
قوم کے محافظ ،جن سے قوم خود کو غیر محفوظ سمجھتی ہے۔
jeeway jeeway jeeway pakistan
ho skta hai unho no koi bura kaam kiya ho
isliya unko saza mil rahy hai
police tuo waiqay hi duty per hai
Hatts Off
thank u all for replies
Bookmarks