Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Saturday and Sunday ki Chutt sindh me ! Or Aap ki raye ?

  1. #1
    funk84 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:33 AM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Age
    39
    Posts
    439
    Threads
    32
    Thanked
    20

    Default Saturday and Sunday ki Chutt sindh me ! Or Aap ki raye ?

    Salam dosto..!

    Itd k tamam membran tawaja farmayen.
    sindh gov. Ne saturday and sunday ki chutti ka elaan keya hai.or is par amal b aj se jari o sari hai.

    Q.1 is faislay k peche kon c wajuhaat hain ?

    Q.2 kia ap k haan bhi ye law follow keya ja raha ha?

    Q.3 kia is faislay se june , july ki summer vacation me kattoti hogi ?
    Agar haan to sad e baab batayen ?

    Q.4 ye law kitna kab tak apply hoga ?

    Q.5 agar gov ne friday k halfday ko full day duty me convert kar dia to ? Ap ki kia raye hai ?

    Thank you. For read and posting.

    Allah Hafiz !

  2. #2
    Confuse's Avatar
    Confuse is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd May 2015 @ 03:53 PM
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    Khamosh NaGaR
    Gender
    Male
    Posts
    8,124
    Threads
    778
    Credits
    0
    Thanked
    785

    Default

    pehle hi awam bohat mehnat kar rahe ha na , bohat kaam kar rahe ha , ab chuti hone chahye

    bijli ki zaida chori karachi ma hote ha , bijli ka bill khaibar paktoon khawa k log mostly fata side nahi detey , aur loadshading na ho tu kia ho

  3. #3
    funk84 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:33 AM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Age
    39
    Posts
    439
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    bhai ye loadshading k mutalik thread nhe. Ok.

  4. #4
    Trainerinit's Avatar
    Trainerinit is offline Advance Member
    Last Online
    31st October 2021 @ 07:45 PM
    Join Date
    12 Mar 2010
    Location
    Karachi, Pakistan. - PKT
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    5,159
    Threads
    170
    Credits
    315
    Thanked
    278

    Default

    apne bohot ache question pooche hain but main khush nahi hoon main chahta hoon hamare poore pakistan main friday or saturday chutti ho ........ or sunday ko working day ho

  5. #5
    Sami840's Avatar
    Sami840 is offline Senior Member+
    Last Online
    19th May 2010 @ 11:48 PM
    Join Date
    27 Oct 2009
    Location
    Karachi
    Age
    33
    Posts
    267
    Threads
    12
    Credits
    935
    Thanked
    12

    Default

    kam az kam hamari hukumat ne kuch to kya is loadshedding ke khilaf .. aur is faisle se koi bhi nakhush nahi ! kyu ke waise hi saturday ko offices me kaam kaha hota hai aur government offices me to kabhi bhi kaam nahi hota !! to ye chuttya karne ka faisla theek hai .. i think ! ! baaqi agar is faisle se lodshedding khatam hoti hai to kya problem hai waise hi jab light jaati hai kaam band hi hota hai !!
    GoD BLEsS Yu And ME

  6. #6
    funk84 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:33 AM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Age
    39
    Posts
    439
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    haan G ! Theak kaha.

    Par is faislay k pechay k kaie sideffect ho sakte hain.

    Jaise friday ko fullday duty.
    june and july ki vacation ma kat'toti.

    Or boht kuch ho sakta hai.

    Dekhte hain pehla din hai, kia load shadding me kami aati hai ?

    Yaha ye baa zaror zehn ma rakhen , sirf saturday or sunday ko li8 na jaye, or baki 5 din monday,tuesday,wednesday,thurs and friday ko agar musalsal load shading hoti rahi to fir ye chutti wala formula b flop qaraar dia jaxe ga.

    Aye apne pakistan ko apni raye den kar in masael se nijaat dilaaen.

    Thank you.

  7. #7
    Sami840's Avatar
    Sami840 is offline Senior Member+
    Last Online
    19th May 2010 @ 11:48 PM
    Join Date
    27 Oct 2009
    Location
    Karachi
    Age
    33
    Posts
    267
    Threads
    12
    Credits
    935
    Thanked
    12

    Default

    Quote funk84 said: View Post
    haan G ! Theak kaha.

    Par is faislay k pechay k kaie sideffect ho sakte hain.

    Jaise friday ko fullday duty.
    june and july ki vacation ma kat'toti.

    Or boht kuch ho sakta hai.

    Dekhte hain pehla din hai, kia load shadding me kami aati hai ?

    Yaha ye baa zaror zehn ma rakhen , sirf saturday or sunday ko li8 na jaye, or baki 5 din monday,tuesday,wednesday,thurs and friday ko agar musalsal load shading hoti rahi to fir ye chutti wala formula b flop qaraar dia jaxe ga.

    Aye apne pakistan ko apni raye den kar in masael se nijaat dilaaen.

    Thank you.






    Friday ki fullduty se kis ko kya problem hosakti hai bhai ! i dont think so ke kisi ko friday ki fullduty se aitraaz hoga ! aur agar friday ko fullduty karke thak bhi gaye to hukumat ne 2 chuttya dii hai na thakan utarne ke liye ! aur brother june july ki chuttyo ke baare me aapne note kya hoga ke pichle 2 3 saalo se 2 mahiney ki vacations 3 mahiney me convert hojati hai kyu ke kabhi halat kharab hojate hai aur kabhi barishe hojati hai !! JUNE JULY ki chuttyo me katoti se koi nuksan nahi balke faida hai kyu ke bacho ko zyada waqt barbad karne ko nahi mile ga aur wo zyada parhai karsakenge ! what say ? agar loadshedding khatam hoti hai to bacho ko zyada parhne se kya problem hogi bhai ?

  8. #8
    funk84 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:33 AM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Age
    39
    Posts
    439
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    chalo dekhte hain !
    humare mulk ko chalane walae humare huq me kia faisla karte hain ?

    Or ye lo aj b li8 chali gaie hehe hehe !

    Bhai Seedhi c baat hai.
    Gov. Ko power plant bnaney chahiye,
    Q k , jaisa hai uci me guzara krne wali baat nai.
    60, 60 saal purani machines hain jin pe guzara ho raha hai.

    Or wese b bhai agar ghar me rashan pani kum par jaye to ic ka ye matlab nai k ek time ka khana kum kar den. Ya ek din chor k dusay din röza rakha jaye.

    Balkay hul ye hai k mazeed mehnat ki jaye,rozgar acha talash keya jaye jis se ap k masael kum ho.


    Bat itni c hai ....!

    Dekhte hain chutti wala formula kitna soodmand hai.

  9. #9
    ALONE ßIRD ®'s Avatar
    ALONE ßIRD ® is offline Senior Member+
    Last Online
    15th June 2010 @ 08:01 AM
    Join Date
    08 Apr 2010
    Location
    Birds have no locat.
    Age
    32
    Posts
    310
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    9

    Default

    Gud thread

  10. #10
    funk84 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:33 AM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Age
    39
    Posts
    439
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    Quote ALONE ßIRD ® said: View Post
    Gud thread
    Thank You alone bird.

    Apni badalti raye se aagah krtae jayen.

    Shukriya

  11. #11
    funk84 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:33 AM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Age
    39
    Posts
    439
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    Quote Trainerinit said: View Post
    apne bohot ache question pooche hain but main khush nahi hoon main chahta hoon hamare poore pakistan main friday or saturday chutti ho ........ or sunday ko working day ho
    Shukriya k app ne hosla barhaya !
    G ye friday ki chutti pehle hoti thi, friday and saturday.

    Magar jab jab pakistan par kisi dictator ka raaj aya to kuch na kuch tabdeelian zaroor aai hain.

    Dekhte hain loadshading ka kia hull nikalta hai.

    Or ap ne baki sawalo k jwab nhe diye dost ??

  12. #12
    crunching-smile is offline Senior Member+
    Last Online
    28th June 2010 @ 12:48 PM
    Join Date
    13 Apr 2010
    Posts
    54
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    v nice keep it up

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Voice of sindh (sindh tv reality show)
    By AZHARSHAN in forum Sindhi
    Replies: 15
    Last Post: 21st February 2016, 09:55 PM
  2. [-Saturday Sunday Free Calls On Warid-]
    By xXxpert in forum General Mobile Discussion
    Replies: 17
    Last Post: 7th July 2010, 08:43 AM
  3. Saturday Holiday in Pakistan
    By shahid1 in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 22nd May 2010, 04:19 PM
  4. Kia HSC Part 2 Ka Paper Saturday Ko Hoga Ya Nahi.?
    By smart_bilal123 in forum General Discussion
    Replies: 2
    Last Post: 5th May 2010, 03:56 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •