Page 2 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 13 to 24 of 57

Thread: Challenging Problem!Network Problem

  1. #13
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    mrmak

    ap ki batai hui problem me face karchuka hun

    me ap ko is ka solution batata hun pehle hori tafseel bata dun


    yaqeenan ap ke tamam pc jo network se connected hen un sab me ye problem ati hogi

    ager ap kisi pc ko network se alag kar den gay aur us per direct net chalayen gay to ye problem nahi aye gi

    filhal to pc me security problem a gye he me is problem ki waja batata hun pehle

    1) PIRATED WINDOWS KI CD ME WINDOWS UPDATE KA ENABLE HONA

    JAB AP KE PC ME WINDOWS UPDATE HOGI AUR WO PIRATED HOGI TO AP KO SHAYED PATA NA HI KE MS WALE KHUD HI AP KO GENERIC HOST WALI PROBLEM SEND KARTE HEN AUR YE SAB PROBLEM HOTI HE

    2) SOUND CARD KE FAIL HONE KI WAJA AP KA ROUTER HE Q KE IS AP KA ROUTER BHI INFECTED HO CHUKA HE

    JUST TO CHECK AP KISI BHI FRIEND SE ROUTER LAYEN USI INETRNET PER UPDATES CLOSE KAR KE US KI NETWORKING KAREN TO US ME YE PROBLEM NAHI AYE GI

    Q KE WO ROUTER INFECTED NAHI HOGA

    AGER AP MUJHE SE IS PROBLEM KA SHORT SOLUTION PUCHEN TO WO YE HE

    UNPLUG ALL NETWORK CABLES
    INSTALL NEW WINDOWS DISABLE UPDATES
    AND CHANGE ROUTER AND SWITCH

    PHIR AP KE PASS YE PROBLEM NAHI AYE GI

    AP SAMPLE KE TORE PER YE EXPERIMENT 2 PCS KA NETWORK BANA KER KARSAKTE HEN


    AUR AP YE THREAD CHECK KAREN AUR US ME MERA REPLY CHECK KAREN 2ND AUR 3RD PAGE TAK YE PROBLEM BHI AP KI PROBLEM SE MILTA JULTA HE

    http://www.itdunya.com/showthread.ph...hlight=network

    IS WAQT AP KO KISI ANTIVIRUS WAGHERA KI ZAROORAT NAHI IS SE KOI FAIDA NAHI HOGA BECOUSE ROUTER IS INFECTED
    Last edited by Irfan_Qureshi; 20th November 2008 at 01:33 AM.



  2. #14
    MrMak is offline Junior Member
    Last Online
    28th November 2008 @ 04:40 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Age
    37
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Niqash said: View Post
    Brother aap Avast Antivirus Try Karin
    aur aap ney kaha ke aap Network chala rahy hain tu kyun nahi aap apna aik server bana kar wahan see sara Trafic guzartey hain aur Dosra ye ke aap ke sab users ko Full Rights Hain ya ke Limited Access hai

    aur windows ke liye aap aik hi CD use kar rahay hain aur Drivers ke liye bhi ya ke Diffrent Diffrent hain aap ke pass ....

    Salam Niqash bro,
    Well,AVAST Antivirus to install nahi kiya hay khair i'll also try on it.then i'll check the result.
    Server main khud islye nahi banaraha kay main ISA SERVER banasakta hoon linux ka nahi, ISA main prblem bohat atay hain or aapko to pata hoga ye pakistani users baray TAIZ hotay hain jugar karkay net chala rahe hotay hain khair ISA ko maintain karna itna mushkil nahi hoga magar us main problemz ziada hotay hain and i have already Above than 200 Userz.so think ISA say nahi hoga.or uskay liye Mujhay sahi tight bandwith bhi leni parhegi us main b hazaro prblems ajati hain haalaankay us main income meri ziada hogi than in current situations. and about networking, linux SERver is best but wo main khud operate nahi karsakta islkay liye kisi say contact rakhna parhega or prblem ki soorat main uska muntazir raha karoonga any way abhi jo service chal rahi hay is main full rights hain userz ko.
    windows k liye to aik cd nahi but maximum userz k pass windows xp sp2 hi installed hain. drivers to ziada tar userz net say download karkay install kartay hain ... thats all?

  3. #15
    MrMak is offline Junior Member
    Last Online
    28th November 2008 @ 04:40 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Age
    37
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote unique488 said: View Post
    brother aap ki post main ne read kar li hain aur main is neteje per phoncha hoon ke aap ke pore network main ek virus he jo aap ke network main ek sat active hota he aap kisi us pc per jis mian ye virus he check karain ke us pc ke start up main kya he us ke image muj ko send karain aur dosra apni services check karoo koi unknown service to run nahi kar rahi ager nahi he to pher is ko dekte hain ke ye kya chahta he .........!!!!

    Dear Unique bro,
    Bilkul sahi kehrahe hain aap, ye aik hi saath ajata hay or chala jata hay and same from 2 dayz abhi tak ye error nahi aaya hay network main wid any one.
    and about image,well main TASK Manager main jaker details dekhchuka hoon actually GENERIC HOST PROCESS Ka error ata hay to ye SVCHOST.EXE ki file ko infect kardeta hay or ye System file hay jiski location C:\Windows\System32 main hoti hay . so it all about SVCHost.exe file,us file ko delete bhi nahi karsaktay warna network services and may b windows b urh sakti hay. and when i was searching about this prblem, i found a softeware,named "SVCHOST.exe cleaner tool.
    but wo purchase karna lazmi hay . any way before 2 dayz i have run a software, named "windows worm doors cleaner". may b shayed uski waja say but before 2 dayz i have found no Error. but tention ki baat ye hay kay agar again yahi Error aagaya to ?

  4. #16
    MrMak is offline Junior Member
    Last Online
    28th November 2008 @ 04:40 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Age
    37
    Posts
    9
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Irfan_Qureshi said: View Post
    mrmak

    ap ki batai hui problem me face karchuka hun

    me ap ko is ka solution batata hun pehle hori tafseel bata dun


    yaqeenan ap ke tamam pc jo network se connected hen un sab me ye problem ati hogi

    ager ap kisi pc ko network se alag kar den gay aur us per direct net chalayen gay to ye problem nahi aye gi

    filhal to pc me security problem a gye he me is problem ki waja batata hun pehle

    1) PIRATED WINDOWS KI CD ME WINDOWS UPDATE KA ENABLE HONA

    JAB AP KE PC ME WINDOWS UPDATE HOGI AUR WO PIRATED HOGI TO AP KO SHAYED PATA NA HI KE MS WALE KHUD HI AP KO GENERIC HOST WALI PROBLEM SEND KARTE HEN AUR YE SAB PROBLEM HOTI HE

    2) SOUND CARD KE FAIL HONE KI WAJA AP KA ROUTER HE Q KE IS AP KA ROUTER BHI INFECTED HO CHUKA HE

    JUST TO CHECK AP KISI BHI FRIEND SE ROUTER LAYEN USI INETRNET PER UPDATES CLOSE KAR KE US KI NETWORKING KAREN TO US ME YE PROBLEM NAHI AYE GI

    Q KE WO ROUTER INFECTED NAHI HOGA

    AGER AP MUJHE SE IS PROBLEM KA SHORT SOLUTION PUCHEN TO WO YE HE

    UNPLUG ALL NETWORK CABLES
    INSTALL NEW WINDOWS DISABLE UPDATES
    AND CHANGE ROUTER AND SWITCH

    PHIR AP KE PASS YE PROBLEM NAHI AYE GI

    AP SAMPLE KE TORE PER YE EXPERIMENT 2 PCS KA NETWORK BANA KER KARSAKTE HEN


    AUR AP YE THREAD CHECK KAREN AUR US ME MERA REPLY CHECK KAREN 2ND AUR 3RD PAGE TAK YE PROBLEM BHI AP KI PROBLEM SE MILTA JULTA HE

    http://www.itdunya.com/showthread.ph...hlight=network

    IS WAQT AP KO KISI ANTIVIRUS WAGHERA KI ZAROORAT NAHI IS SE KOI FAIDA NAHI HOGA BECOUSE ROUTER IS INFECTED

    Dear irfan, Exactly, u r right.
    but i have some confusion. what do u mean from pirated window?
    Well, yahan bus ziada tar sharing out hojati hay sound ka itna masla nahi aata or ye sab after restart set hojata hay but yahi error khatam karna maqsad hay. or aapnay jo tareeqay likhay hain, Bilkul wahi main karchuka hoon.waqi jab net ki wire nikaaltay hain to Error ana stop hojata hay or jaisay hi net ki wire lagatay hain again Error aana start hojata hay. kambakhti ye hay is error ki kay na to ye permanent araha hay na hi permanent jaraha hay . like its now not coming from last 2 dayz after running a software "windows worm doors cleaner". any way, abhi to mainay nazar rakhi huwi hay kay but if it comes again then what should i do ? by the way its not possible to close whole network and to clean every one's pc its toooooooooooooooooooooooooooo difficult! and its possible if user's give me 2 or 3 dayz, its not possible in 1 day so i m just needing a solution a small softeware like "wwdc". i m not sure, is my problem solved permanently or not yet?

  5. #17
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    ap ke pc me jo win use ho rahi hen wo orignal hen ya dublicate?

    i am sure orignal nahi hongi isi liye ye virus ap ko microsft ki waja se hi aya he

    koi bhi antivirus ya koi bhi cleaner is ko solve nahi kar sakta

    ager kia to waqti tor per kare ga not perminent

    becouse your router is infected also

    shayed ap ne mera point pick nahi kia

    ab ye problem ap ke router me he and you have to change the router

    lekin ager ap in infected windows per router change karen gay to phir wo router bhi infected ho jaye ga

    ager ap mukammal solution chahte hen to thori buhet mehnat to karni pare gi

    han ager ap ye soch rahe hen ke router change aur new windows ke bad bhi masla hal na hua to?

    then for your surity me ne ap ko kaha tha ke ap new router per two pcs aik aik small network bana ker pehle experiment kar len aur ye koi mushkil nahi he

    ager kisi pc me generic host problem nahi he to aik kam karo un ke sath new router ya bro kisi friend se 1 din ke liye borrow karo aur try karo dekhna problem nahi aye gi


    jo solution me ap ko bata raha hun google search based nahi he

    balke experiance based he

  6. #18
    unique488's Avatar
    unique488 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th April 2012 @ 12:56 AM
    Join Date
    12 Sep 2008
    Posts
    167
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Irfan bahi bilkul theek aap ka Experiance sahi he

  7. #19
    unique488's Avatar
    unique488 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th April 2012 @ 12:56 AM
    Join Date
    12 Sep 2008
    Posts
    167
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    main bhi isi ki waja se problems face kar chuka hoon

  8. #20
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    Quote unique488 said: View Post
    main bhi isi ki waja se problems face kar chuka hoon


    yaqeenan is ne buhet pareshan kia hoga

  9. #21
    edu_ssd's Avatar
    edu_ssd is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2023 @ 01:38 PM
    Join Date
    15 Dec 2007
    Location
    Usta Mohammad,
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    341
    Threads
    22
    Credits
    1,368
    Thanked
    12

    Default

    Dear MrMak.

    aap ne jo error show kia hai.wohi mery pass be aa raha hai.

    aap kia mujhy koui tareqa batain ge ke is ko kase khatam kia jai.

    wisy mery pass be 8 computer hain aur main ne be un ko ek sath networking mein connect kia hova hai.aur ye error waqai main mery pass 2 week se aa raha hai.

    es ne to mujhy bohat pareshan kia hova hai.main ne pata nahi kitne martaba window change ke.sahri HDD new ke.

    aur pata nahi kia kia kia. phir be wohi error show ho raha hai.

    kafi Google main search ke .phir be kuch solve hal nahi hova. la tadad Antivirous use keay un ko update be kia. sub kuch kia phir be hasal kuch nahi hova.

    main it dunya ke post parta rahta hon.main ne socha kia ksi ke sath be ye problem nahi aaya hai.ek hamare pass he aa raha hai.

    ek dost ka reply main ne para us ne lekha tha ke .Microsoft walay khud ye error bhej rahay hain.waqai main Brother ne sahe lekha hai.


    wisy jab ye error ata hai tu dont sent ke sath ek line aur deta hai main ne us line ko khula to us ne do file batain jo temp main download ho rahi thi.

    aur jab be ye error aata to temp main wo do file hoti.aur dont send ke bad ghayab ho jatin.main hamesha temp ko khali rakhta phir be error aa raha tha.


    kal main ne kia , kia ke TEMP ke access ko deny kar dia .yanee temp ka folder lock kar dia .

    aur tab se ye error nahi aa rha hai.lakin .

    ksi broser se koui cheez download karo to wo nahi hoti hai.kueen ke wo direct temp se hamray ksi drive main jati hai.


    phir be yaar.aap ke pass to ye error pehle se aa rha tha.phir aap ne kia kia hai.is ko khatam karne ka.plesae mujhy be batao.aur apna koui number wagara to do .main kaal kar ke aap se pochon.main aap ke reply ka wait karon ga.


    Thanx

  10. #22
    Join Date
    05 Dec 2008
    Location
    MA K Qadmo Taly
    Gender
    Male
    Posts
    5,557
    Threads
    52
    Credits
    1,368
    Thanked
    261

    Default

    Avast Antivirus best hai
    /\/\/\/Coming Soon With New \/\/\/\

  11. #23
    sajjad shah is offline Senior Member+
    Last Online
    1st March 2016 @ 04:37 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Location
    Rawalpindi
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,897
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Quote MrMak said: View Post
    Salam Friends, Its my first Thread Here and its very serious problem.
    Main aik Network Chala raha hoon bohat arsay say but this time i m facing a problem which is not solved yet.
    Mainay Fiber kay Zarye Line li huwi hay from a company "Leo NET" in karachi. and i have more than 200 Userz.
    but meray pass aik Error araha hay from last 1 week.
    "Generic Host Process for win32" name ka ye Error ajata hay iskay Baad Network Sharing and in some pcs Soundcard bhi kaam chordeta hay.
    For Solving this problem, i have read alot on net and tried every tip, like,I Updated windows xp,I Installed Every Antivirus like, Nod32 wid patches, Symantec, AVG. but wo isko pakarnay main na kam rahay, and yesterday night i read a post of a person here on this site,he wrote some commands in Registry, i tried us say ye Error to khatam hojata hay magar SHARING b khatam hojati hay so that is also not a solution. Ab Samajh nahi arahi hay kay Ye Error aa kahan say raha hay ? From leo net or from my network?
    Formatting, saray drives khali kardena etc ye sab karkay dekha, but got no success.....
    Net per Searching k baad pata chala kay is Error say "SVHOst.exe" file infected hojati hay or kuch Trojans names bhi samnay aye hain but i m failed yet.if any one,Senior Expert has solution of this prblem, so kindly post here or email me on ~---------~, i m Waiting for your reply coz i got no solution from otherz. Itdunya last option hay i have....
    ThanX

    Asalam o alikum
    mark brother .. jiss problem ki app bat kr rehay hian.. yah virus ki wajah se aati hai.. but iss ka soultion antivirus nahi hai.. mere friend k net cafe mai yahi problem thi.. yahni .. Generic Host Process for win32
    ka error aana .. sharing disable automatic remove. and disable sound card.



    iss problem ka soultion mai ne kafi mehnat k bad nikala.. iss ka soultion google par b nahi hai.. aur iss problem k liye lazmi nahi k app apni hdd ka data format krain .. router yah switch change krne ki zaroorat nahi ..
    mai iss problem k baray mai ak thread likhon ga..
    agar app ko urgent iss problem ka soultion chiye tu contact with me
    muje se online yah problem samj lain..
    yahoomessenger pe

    ~-----------~
    Last edited by !~*DON*~!; 24th October 2009 at 06:33 AM. Reason: Remove Email Adress.....

  12. #24
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Brother ye error Microsoft Windows XP Service Pack 2 (SP2) main ata hay...

    Microsoft nay is error ko fix karnay k liye eik patch apni site par diya hai...is pacth ko download kar install kar dain aap ka masla hal ho jaye ga

    Download Link

Page 2 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Similar Threads

  1. Network Problem
    By irfankhan11 in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 13th June 2013, 12:41 PM
  2. Win 7 network problem
    By toolplaza in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 4th March 2013, 01:29 PM
  3. Network problem..!
    By krehman143 in forum Ask an Expert
    Replies: 14
    Last Post: 2nd January 2012, 08:33 PM
  4. aik challenging problem!
    By Firefox in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 4th September 2011, 12:44 AM
  5. Hardisk Ka Ajeeb Challenging Problem.....
    By Firefox in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 6th February 2009, 03:24 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •