PDA

View Full Version : Salam It Dunya


Terminator
01-21-2006, 09:50 AM
:p
Hello Asalam o Alikom sab itdunya ko members ko abu dhabi ka salam.
dosto app logo nay to bohat site dike hogy muger jo aj it dunya nay itni ka arse may humaree leya bohat koch dekaya or ustaz ke tarah barhaya be ye mere haial may bohat koch hay or inshallha ik din aye ga ka ye pakistan balke donya kay bare bare site may in ka shumar ho ga.
Zafar Iqbal

Sohail
01-21-2006, 10:20 AM
Bahi zafar
boht hi shukria aap ki itni piyari baatoun ka......Aap sathiuon ka itna acha sath raha to INSHALLAH yeh forum boht aagey jaye ga.........aap aatey rehein aur rang jamatey rehein :)

Afridi
01-21-2006, 12:13 PM
Abu Dhabi bai....APp ka bahut bahut shokria...........
As Sohail Said....agair App logo kaa saaat rahee to inshallah aur bee bahut kuch hogaa appp sub kay leyee....
App i think Abu Dhabi mian hoo........Kuch Share karoo naa Abu Dhabi kay baree main...............leekn urdu main lek kar........................
May U succeed.................Happy Happy always........

Afridi

Terminator
03-21-2006, 02:06 PM
Shukurya

jaankaash
03-21-2006, 02:56 PM
app nay sahi kha Zafer bhai.....INSHALLA ITDUNYA.com ka pori world mein naam hoga......iss ko famouse karni k laye hum sab ko mil kar kaam karna hay....aur bohat kuch sheekhna aur sheekhana hay yaha per......