PDA

View Full Version : Til Kay Asrat


zaidi
12-23-2005, 12:06 PM
Dear Friend Yeh Bhi Aik Ilm Hai

Afridi
12-23-2005, 02:06 PM
Aree Wah bai... yeh "TEEL" to hamaree leyee bahut hee important hay.....
App ke sharing Lajawab hay........
Share karne kaa bahut bahut shokria..........
Hope kay app iss koo jaree rakengee..
Afridi

Sheeda_Pastol
12-25-2005, 04:11 AM
til kay laddu khanay kay aur, dikhanay kay aur

Shehroz
01-11-2006, 12:45 PM
buhat hi zabardast

sak
01-11-2006, 09:20 PM
Aoa!
Agar Til Gaal Per Ho Tu

Noman Khan
02-03-2006, 04:45 AM
walaykum salam zaidi bhai
masha ALLAH kafi achi malomati thared hai
nice acha ilm hain nice
wel Good work
ALLAH HAFIZ

callmemuslim
02-08-2006, 07:23 PM
abhee bhee bohat see jaghain baqee hain jahan par till hota hay...lollz..Just a joke.. mara khayal hay k till main koi khubi nahee hotee...Har shakhs ka mizaj alag hee hota hay.. meray gaal par till hay laiken main bilkul bhee Mustaqil mizaaj nahee hoon. Phir hamaray mizaaaj to umar k saath badaltay rahtay hain. iss liay.........main in bato par believe nahee karta.. ya sirf mara opinion hay. aap iss say alag khayalat k malik ho saktay hain.

itdunya
02-14-2006, 07:11 PM
yar i dont believe in it simply. all are fake.

Terminator
02-17-2006, 11:36 PM
:)

jaankaash
02-23-2006, 11:59 PM
1.,4,3,16 13 number waly TIL hi TIL hain MUJ per bolo ab kia hoga mere satth...batoo bhai..........

Silent Tears
02-24-2006, 03:56 AM
yaar ISlam mein yeh nahi hai kasam Isaan kaa kaam per hai.

rif_sun
02-25-2006, 03:38 AM
:)

zaranagi
05-08-2009, 04:59 PM
Terminator is 100% Right

Dashing Dude
05-08-2009, 05:14 PM
aur jis key jisam par 5 alag alag jagah par til hoon tu ap kya kahay gay us key baray mein ?? waisay nice sharing hamay yakeen hey kuch na kuch tu shayad hakikat ho gee is key peechay,, lekin sub dost sahi keh rahay hein hamaray deen ISLAM mein aisi chezay mamno hein!!!